25+ Best Mulaqat Poetry in Urdu | Mulaqat Shayari

If you are looking for Romantic 2 lines Mulaqat Poetry In Urdu, and Mulaqat Shayari for boys and girls in Urdu/English with Romantic poetry images, then you’ve found the perfect place.

We collect more than 30 Romantic Mulaqat Poetry in Urdu poems, each dedicated to the exciting ‘Mulaqat’—the first meeting of lovers. This collection of Poetry perfectly expresses the attraction and emotions woven into these first interactions, giving poetic scenarios of hearts connected in the poetry universe.

Mulaqat Poetry In Urdu


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

حوروں سے نہ ہوگی یہ مُدارات کسی کی
یاد آ ئیں گی جنت میں ملاقات کسی کی

Hooron Se Na Hogi Ye Madaaraat Kisi Ki
Yaad Aayegi Jannat Mein Mulaaqaat Kisi Ki


پہلی ملاقات تھی اور ہم دونوں ہی بے بس تھے
وہ زلفیں نہ سنبھال سکی —اور ہم خود کو

Pehli Mulaqat Thi Or Ham Dono He Bebas Thy
Wo Zulfien Na Sambhaal Sake Aur Ham Khud Ko


آنکھ بھر آئی کسی سے جو ملاقات ہوئی
خشک موسم تھا مگر ٹوٹ کے برسات ہوئی

Aankh Bhar Ai Kisi Say Jo Mulaqat Hui
Khushk Mosam Tha Magar Toot Ke Barsat Hui


تیرا ملنا خوشی کی بات سہی
تجھ سے مل کر اداس رہتا ہوں

Tera Milna Khushi Ki Baat Sahi
Tujh Se Mil Kar Udaas Rahta Hoon!


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

ہم نے کب تم سے ملاقات کا وعدہ چاہا
دور رہ کر بھی تمہیں تم سے زیادہ چاہا

Hum Ne Kab Tum Se Mulaqat Ka Wada Chaha
Door Reh Kar Bhi Tumhen Tum Se Ziada Chaha


بوئے گل نالۂ دل دود چراغ محفل
جو تری بزم سے نکلا سو پریشاں نکلا

Bu-E-Gul Nala-E-Dil Dud-E-Charagh-E-Mahfil
Jo Teri Bazm Se Nikla So Pareshan Nikala


تجھ سے مل کر ہمیں رونا تھا بہت رونا تھا
!——تنگیِ وقتِ نے رونے نا دیا

Tujh Se Mil Kar Hamein Rona Tha Bahut Rona Tha
Tangi-E-Vaqt-E-Mulaaqaat Ne Rone Na Diya


رنگ بدلا یار نے وہ پیار کی باتیں گئیں
وہ ملاقاتیں گئیں وہ چاندنی راتیں گئیں

Rang Badla Yaar Ne Wo Pyaar Ki Baatein Gai
Wo Mulaqaten Gain Wo Chandni Raatein Gai


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

ہر ملاقات کا انجام جدائی کیوں ہے
اب تو ہر وقت یہی بات ستاتی ہے ہمیں

Har Mulaaqaat Kaa Anjaam Judaai Kyoon Hai
Ab To Har Vaqt Yahi Baat Sataati Hai Hamen


پھر کسی سے باتیں وہ ملاقاتیں اب نہیں ہونگی
راتیں تو ہونگی پر وہ راتیں اب نہیں ہونگی

Phir Kisi Se Woh Baatein Woh Mulaqatein Ab Nahi Hongi,
Raatein Toh Hongi Per Woh Raatein Ab Nahi Hongi


مسافر ہیں ہم بھی مسافر ہو تم بھی
کسی موڑ پر پھر ملاقات ہو گی

Musafir Hain Ham Bhe Musafir Ho Tum Bhe
Kisi Mor Par Phir Mulaqaat Ho Gi


ندیم جو بھی ملاقات تھی ادھوری تھی
کہ اک چہرے کے پیچھے ہزار چہرے تھے

‘Nadeem’ Jo Bhi Mulaaqaat Thi Adhoori Thi
Ki Ek Chehre Ke Peechhe Hazaar Chehre The


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

اب ملاقات ہوئی ہے تو ملاقات رہے
نہ ملاقات تھی جب تک کہ ملاقات نہ تھی

Ab Mulaqat Hui Hai Tu Mulaqat Rahy
Na Mlaqat Thi Jab Tak Ky Mlakat Na Thi


دیکھا جو کھا کے تیر کمیں گاہ کی طرف
اپنے ہی دوستوں سے ملاقات ہو گئی

Dekha Jo Khaa Ke Teer Kameen-Gaah Ki Taraf
Apne Hi Doston Se Mulaqat Ho Gai


کیسے کہہ دوں کہ ملاقات نہیں ہوتی
روز ملتے ہیں مگر ملاقات نہیں ہوتی

Kaisy Keh Dun Ke Mulaqat Nahe Hoti
Roz Milty Hain Magar Baat Nahe Hoti


جانے والے سے ملاقات نہ ہو پائے
دل کی دل میں ہی رہی بات نہ ہونے پائے

Jany Waly Say Mulaqat Na Hony Paye
Dil Ki Dil Mein Hi Rahi Baat Na Hony Paye


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

کیا کہوں اس سے کہ جو بات سمجھتا ہی نہیں
وہ تو ملنے کو ملاقات سمجھتا ہی نہیں

Kya Kahu Un Say Ke Jo Baat Samajta Hi Nahe
Wo To Milne Ko Mulaqat Samajta He Nahe


غیروں سے تو فرصت تمہیں دن رات نہیں ہے
ہاں میرے لیئے وقتِ محبت نہیں ہوتی ہے

Ghairo Sy To Fursat Tumhe Din Raat Nahe Hai
Haan Mery Lie Waqt-E-Mulaqat Nahe Hai


مل رہی ہو بڑی تڑپ کے ساتھ
مجھ کو یکسر بھلا چکی ہو کیا

Mil Rahi Ho Bari Tarap Ke Sath
Mujh Ko Yaksar Bhula Chuki Ho Kya


یہ ملاقات ملاقات نہیں ہوتی ہے
بات ہوتی ہے مگر بات نہیں ہوتی ہے

Ye Mulaqat Mulaqat Nahin Hoti Hai
Baat Hoti Hai Magar Baat Nahin Hoti Hai


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

آج تو مل کے بھی جیسے نہ ملے ہوں تجھ سے
چونک اٹھتے تھے کبھی تیری ملاقات سے ہم

Aaj To Mil Ke Bhi Jaisy Na Mile Hon Tujh Say
Chonk Uthty Thy Kabhi Teri Mulaqat Say Ham


ہر بات میں مہکے ہٌوے جذبات کی خوشبو
ہمیں یاد آئیں پہلی مٌلاقات کی خوشبو

Har Baat Mein Mehky Hue Jazbaat Ki Khushbu
Hume Yaad Aayen Pehli Mulaqat Ki Khushbu


کاش میں تیری ملاقات کو خود ہی آتا
طور پر بھیج کے موسیٰ کو پشیماں ہوں میں

Kaash Main Teri Mulaqat Ko Khud Hi Aata
Tuur Par Bhej Ke Muusa Ko Pasheman Huun Main


اِک وہ جنھیں یاد نہیں قِصّہِ ماضی
اِک ہم کہ ابھی پہلی مٌلاقات نہیں بھولے

Ik Vo Jinhain Yaad Nahi Kisa E Mazi
Ik Ham Ky Abhi Pehli Mulaqat Nahi Bhooly


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

ہر ملاقات سینے سے لگانے والے
کتنے پیارے ہیں مجھے چھوڑ کے جانے والے

Har Mulaqat Seeny Say Lagany Wale
Kitne Pyary Hain Mujhy Chor Ke Jany Waly


دوستوں سے ملاقات کی شام ہے
یہ سزا کاٹ کر اپنے گھر جاؤں گا

Dosto Say Mulaqat Ki Sham Hai
Ye Saza Kaat Kr Apny Ghar Jaon Ga


یہی وہ دن تھے جب اک دوسرے کو پایا تھا
ہماری سالگرہ ٹھیک اب کے ماہ میں ہے

Yahi Wo Din The Jab Ek Dusre Ko Paaya Tha
Humari Sal-Girah Theek Ab Ke Maah Mai Hai


جب اس کی زلف میں پہلا سفید بال آیا
تب اس کو پہلی ملاقات کا خیال آیا

Jab Us Ki Zulf Mein Pehla Safaid Baal Aya
Tab Us Ko Pehli Mulaqat Ka Khyal Aaya


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

نقشہ اٹھا کے کوئی نیا شہر ڈھونڈیے
اس شہر میں تو سب سے ملاقات ہو گئی

Naqsha Utha Ke Koi Naya Shehr Dhondye
Iss Shehr Mein To Sab Say Mulaqat Ho Gai


یہ اک شب کی ملاقات بھی غنیمت ہے
کسے ہے کل کی خبر تھوڑی دور ساتھ چلو

Ye Ek Shab Ki Mulaaqaat Bhi Ghaneemat Hai
Kise Hai Kal Ki Khabar Thori Door Saath Chalo


کبھی کبھار اسے دیکھ لیں کہیں مل لیں
یہ کب کہا تھا کہ وہ خوش بدن ہمارا ہو

Kabhi Kabhar Use Dekh Len Kahin Mil Len
Ye Kab Kaha Tha Ki Wo Khush-Badan Humara Ho


نہ ملو کُھل کے تو چوری کی ملاقات رہی
ہم بلائیں گے تمہیں رات گئی رات رہی

Na Milo Khul Ke To Chori Ki Mulaqat Rahe
Ham Bhulaen Ge Tumhe Raat Gai Raat Rahe


Mulaqat Poetry In Urdu
Mulaqat Poetry In Urdu

ارض آنے میں بھی ہے اور بلاتے بھی نہیں
باعثِ ترکِ ملاقات بتاتے بھی نہیں

Uzr Aane Mein Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin
Baais-E-Tark-E-Mulaaqaat Bataate Bhi Nahin


وصل میں رنگ اڑ گیا میرا
کیا جدائی کو منہ دکھاؤں گا

Wasl Mai Rang Ur Gaya Mera
Kya Judai Ko Munh Dikhaunga


کبھی ملیں گے جو راستے میں تو منہ پھیر کر پلٹ پڑیں گے
کہیں سنیں گے جو نام تیرا تو چپ رہیں گے نظر جھکا کے

Kabhi Milen Gy Jo Raasty Mein To Muun Pher Kar Palat Paren Gy
Kaheen Suneen Gy Jo Naam Tera To Chup Rahen Gy Nazar Jhuka Ky


Conclusion

  • Thank you for visiting our Romantic Mulaqat Poetry page!
  • These Poetries represent the essence of the beginning heart relationships.
  • Each piece of poetry shows the feelings and beauty of these events clearly.
  • This collection honors the present experiences of the first interactions.
  • They honor the unique and lovely journey that love takes us on.
  • If you appreciate our collection, feel free to share it with your Favorite Teachers and also show support by liking our page on Facebook.
Share This

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *